-
Are Predictions Of Qayamat In Contradiction With The Quran?
Quran Majeed mein Allah Ne nabi se qayamat ke baray mein farmaya jis ka mafhoom hai ke en ko keh deejiye ke jis din qayamat aani hai uss ka ilm sirf Khuda ke paas hai lekin hum dekhte hai ke kafi ahadees mein Nabi ne Qayamat se honay walay waqiyaat ki prediction krdi hai. Kya yeh indirectly aik tazaad sa mehsoos nhi hota? Es ke jawaab mein shaaid aap yeh kahay ke Nabi(pbuh) ne qayamat se pehle honai wali nishaaniyo batayi hai lekin yeh bhi toh Aik khaas limitation de deti hai qayamat ke din ko.. Plz explain if someone can. I’ll Be highly thankful. Sorry if the question is too idiotic and doesnt make sense. Im learning and whtever comes to my mind , i try to put it out here. Thank u
Sponsor Ask Ghamidi