-
Murda & Rooh
Sir, kya murdy ki rooh zameen mai jow qabar majood hoti ha usme majood hoti? Mai nae sunna tha woh Iliyeen and Sijeen mai hoti jow zameen pr nhi.. agr nhi to ek hadees mai majood ha Hazrat Muhammad (SAW) nae qabar pr murdy ko azaab sy bacha nae k liye teniyan lagai thi. Is hadees sy asa lagta rooh zameen wali qabar mai majood hoti ? Plz reply ! !
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2281 days, 10,257 registered users have posted 71,640 messages under 21,394 unique topics on Ask Ghamidi.