Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Quraan 3:103

Tagged: 

  • Quraan 3:103

    Posted by Fatima on December 29, 2020 at 1:29 am

    quraan 3:103 allah ki rassi ko mazboti se tham lo or tafarraqe me na paro,sir isko kis tarha samjhenge or kaise bachenge,kyunki public to aapne ulema ke kehne par amal karrahi hoti hai to unhone is ayat ko kis tarha samjhaya ke tafarraqa barta chalagaya,or jin kharabiyon ka zikr ustad ghamidi sahab ne kiya jo us waqt ke mushriko me thi, aaj vahi kharabiya hamare ander quraan ke hotyhue hai.

    Fatima replied 3 years, 4 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Quraan 3:103

    Fatima updated 3 years, 4 months ago 2 Members · 2 Replies
  • Ahsan

    Moderator December 29, 2020 at 10:37 am

    Hopefully this will address ur query
    https://www.youtube.com/watch?v=03tUjQP4DGc

  • Fatima

    Member December 29, 2020 at 11:20 am

    ji hamne ye clip, janab ghamidi sahab ka is ayat pe lecture or translation bhi para hai,puchne wale ka sawaal dominance ke uper hai isliye shayad ghamidi sahab ka ans unke ques ke hisab se hai.mera ques aap ghour se samjhe to kehna isse bilkul alag hai. phir bhi aap ne effort kiya iske liye shukriya

You must be logged in to reply.
Login | Register