-
Quran – Bani Israel
Assalam walikum, Allah ne jo quran mai kha h ki Bani israel pr ese log naazil hote rhenge jo unhe azaab dete rhege, to aaj ke bani israel pr ye kis trha ho rha h. Aur jese ki hum dekhte h ki Jews ne kaafi taraqqi ki hai duniyavi maamlaat mai, to kuch smjh mai nhi aa rha ki kis trha se ye sab ho rha h.
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2301 days, 10,361 registered users have posted 71,774 messages under 21,455 unique topics on Ask Ghamidi.