-
Islam Ki Dawat
Assalam walikum,
Main ye jaanna chahata hu ki ye jo aaj kl youTube pr hum dekhte hai ki kuch log Islam ki dawat dete hai, dawah corners jese, jo logo se baat chit krte hai aur kbhi kbar argument bhi krte hai to kya ye tarika shi hai dawat ka?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2308 days, 10,397 registered users have posted 71,790 messages under 21,485 unique topics on Ask Ghamidi.