-
Do Humans Have Any Way To Reach To Absolute Faith?
I was listening to Ghamidi sahab and Ghamidi sahab said …
“kay jab insaan kay paas mukamal yaqeen a jata hai tu wo momin ho jata hai “My question is that how can we have complete faith or absolute faith … Jab tak koi cheese ankhon say deikh na lain tu kaisay absolute faith pay jaien.. ab aik example di jati hai atom ki hai kay experiments and observation say pata chalta hai atom electrons exist kartay hia laikin atleast in that case experiment exist karta hai lakin faith kay mamley main tu sirf observation hai balkay sirf aik observation hai wo hai death .. aur koi experiment humari nazar main exist nahin karta tu hum us yaqeen tak kaisay pohanch saktay hain ?
Sponsor Ask Ghamidi