Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Sahi Ahadith Regarding Imam Mehdi

Tagged: , ,

  • Sahi Ahadith Regarding Imam Mehdi

    Posted by Anwar on May 29, 2021 at 9:37 am

    Hazrat e Abu hurairah رضی اللہ عنہ se marwi he ke allah ke rasool ﷺ ne farmaya :- tum logo ka us waqt ( khushi ka ) kya Aalam hoga jab tumbare darmiyan Eisa ibn e maryam علیہ السلام ( Aasman se ) utrenge aur tumhara imaam tum hi me se hoga

    Sahih bukhari 3265

    Sahih muslim 155

    Sahih ibn e hibban 6802

    In Ahadees ki sehat ke bare mai details mai bataiye (Text and Images)

    Umer replied 3 years, 5 months ago 4 Members · 6 Replies
  • 6 Replies
  • Sahi Ahadith Regarding Imam Mehdi

    Umer updated 3 years, 5 months ago 4 Members · 6 Replies
  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 29, 2021 at 10:04 am

    BBhai response 23 question with javed gamdi u tube par available he woh dekh low Sare question ka anwer mil jayega insa Allah,

    • Anwar

      Member May 29, 2021 at 10:08 am

      Bhai dekhe hain unme sahi sanad ki sirf 7 riwayat Ghamidi Sb ne bayan ki hai, unme se 2 Imam Muslim ki (2913 and 2914) batai hai usme bhi lafz Mehdi nahi aana bataya hai…. Aur Imam Bukhari ki koi hadees nahi batai hai…. Lekin ab yeh sahi Muslim aur Bukhari ka screen shot hai isme Mehdi lafz aaya hai… Kaunsi hadees hai yeh fir ??

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 29, 2021 at 10:19 am

    BBhai rivayatoki discussion me jana chate ho to urdu me aqida e – zuhure mehdi quran, hadis, tarikh & ijmaur rejal ki rosni me is unwanse book he jiske musanif habibur rehman he wo jarur padh le

    • اشهل صادق

      Member May 29, 2021 at 2:56 pm

      السلام علیکم

      یہ کہاں سے مل سکتی ہے، جناب؟

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 29, 2021 at 10:25 am

    Mazid dusari book he ” Intezare mahadi aur masih” Fane rijal ki rosani me jiske musanif he tamanna ammadi

  • Umer

    Moderator May 29, 2021 at 9:19 pm

    This point has been discussed at length in the following link (the second question) and the narrations you posted with reference to Prophet Esa (sws) don’t mention Mehdi by name, the only thing mentioned is ameer (leader) without any specification with name:

    Discussion 32764 • Reply 33473

    Following is the Book of Tamanna Ammadi regarding Imam Mahdi and return of Prophet Jesus (sws):

    Discussion 2593 • Reply 3712

You must be logged in to reply.
Login | Register