-
Ijma Aur Tawatur Aur Nuzool E Maseeh Ki Rawayaat
Assalam o Alaikum mera sada sa sawal ye hee jis ka urdu me hi jawab type kr ke jawab dia jaee me ghamidi sahab ki nuzol e maseh wali video dek raha tha jaha unho ne sab se pehle Ummat ke zahiri ijma or ummat ke us ijma jise ghamidi sahab ijmah kehte hein frk kr die jse ke ye ummat ka ijma he or ye akhbar e ahad ke mutvatir ravio ka ijma he magar mera sawal ye he ke jab humare pas time machine nahi he ke hum past me safar kr ke dekh kr aae pata chalae ke ye bat pehle se mashoor thi ijma thi ya nahi thi bad me ijma bani to jab bad me humare pas ak box ata he jis per labble laga huta he ijma or us ke ander huta he x nazaria or y nazaria to ap kse keh skte hein ke x nazaria sahaba ka nazaria he y nazaria sahaba ka ijma ya ummat ka ijma ni jse ap ummat ka ijma kehte hu kio hume to wo dono bate ijma ke box me miliyani is per zahiri tor per ummat jama hu gai jama hu gai to matlab ummat ka ijma hu gya to ye apki ijma ki jo defination he us per filter kon sa laga he jo btae ga ke ummat ne x nazaria per or y nazaria per ijma kia he magar un me se x nazaria dar hakekat ijma ummat ni he sirf y he ye ap ko kse pata?????
Sponsor Ask Ghamidi
The discussion "Ijma Aur Tawatur Aur Nuzool E Maseeh Ki Rawayaat" is closed to new replies.