-
Quran 83:10 – Deniers Of Truth
Quran pak main beshtar mukamat par ayat ko jhutlany walon ka zikar aya hai.Is se kia murad lia gaya hai?
Kia wo jhutlany wale murad lia gaya hai jo zubany tor par un ayat ko nahy manty thy jese kufar aur mushrakeen agae hain,ya wo log murad lie gae hai jo hain to muslman lekin apny zindagi ko kanoon-e-khudawand ke mutabik nahy guzarty maslan jesa ke ALLAH ne zina ke kareeb phatakny se mana kia hai lekin amooman muslman zina karty hain aur us ke zarae ko chill samjhty hain to kia ese log murad lia gaya hai?
Ehl-e-ilm se darkhwast hai ke is ke bary main thori rehnumai farmaen
Sponsor Ask Ghamidi