Forums › Forums › Sources of Islam › Itmam E Hujjah And Compulsion
Tagged: Itmam-e-Hujjah, Quran
-
Itmam E Hujjah And Compulsion
Posted by Hasan Javed on September 4, 2021 at 12:12 amAoa. My question is about Surah Tobah in which Allah SWT says that now Mushrakin will accept islam or face death. If Ahtam-e-hujat was implemented then how there was option for accepting islam and not only to kill all of them just like other previous nations destroyed completely. Secondly is it not forcing someone to accept islam.kindly guide. Jazak allah
Faisal Haroon replied 3 years, 3 months ago 5 Members · 17 Replies -
17 Replies
-
Itmam E Hujjah And Compulsion
-
Saiyed juned Alimiya
Member September 4, 2021 at 12:25 amYYe qanun rasulo ke liye khas hota he aur us nations ya ilake liye bhi khas hota he is liye is qanun ko dusari place par implement nahi kar sakte, hujjat qayam hone ke baad wo kom ke logo ke pass do hi option ho te he ya Islam kubul kare ya death. Ye Allah ka fesala hota he, hujjat ke baad jabar ka koi question baki rehta nahi he
-
Hasan Javed
Member September 4, 2021 at 12:28 amBilkul yah aus qoom k lea hota ha. Mara question ha k jab yah established ho gaya k ain main saay ab koi khaar baki ni to pher ahtama hujjat saay baas aun ki saza ka fasila ho jata ha yahn option be ha ais saay yah baat bani jati ha k islam talwar saay phala tha jasay hr hazart abu bakar ka time aya bagawat ho gai
-
Saiyed juned Alimiya
Member September 4, 2021 at 1:57 amNNo aesa nahi he, ye Allah ka qanun nabiyo ke liye khas hota he, kuch komo ke bare me jo punishment faristo ke zariye hota he aur makka walo ko ye azab sahaba ke zariye huwa, agar isko talvaar ke zor keh do?? To bani isaril par bhi jo azab aaya tha wo bhi aesa samja jayega???
-
Hasan Javed
Member September 4, 2021 at 2:00 amApp mari baat samaj ni rahy. Ahtam hujjt ho gaya complete. Ab kafar paay azab ana ha jasay be ana ha pahali qoomo paay fareeshton saay be aya. Kafary makka ko islam ka option kun dia gaya tha? Kia abi ahtamay hujjat ni hoa tha? Aur agar 2 he options theen islam qabool karny yah qatal kar dia jaayn to majority uper saay islam qabool kary ge dil saay ni. Ais ki wazahat chahea kun k deen main ko jabar ni .
-
Saiyed juned Alimiya
Member September 4, 2021 at 2:06 amSSahaba radi ne ye kaam kiya is liye talvar ka zor hum keh rahe, varna ye kaam agar makka walo ke saath fariste karte to kya hota statement?? Aur ha ye kaam faristone kome aad, samud., saaleh, Madigan ke saath already kiya he, human approach ki vajase ye alag nahi ho jata
-
Hasan Javed
Member September 4, 2021 at 2:09 amI think you are not getting my point. Any way thank you for your precious time. Hope ghamidi sab explained this point in some video. Hope someone can post it.
-
Talha Mujahid
Member September 4, 2021 at 3:52 amJo baat main smjha hooun woh yeh h k aap kahna chah rahay hin agr farishton k zariyay azaab aata to phirr jabar ka pahlo nahi hona tha
Ab chooun k yeh kaam sahaaba k zariyay huwa to is main jabar ka pahlo aaa gia ha logon nay oper say Islam qabool kiya ho ga
Mairay Khiaal say deen main jabar waali baat say anbiyaa ka dor (jb atmaam e hujjat ho gayi) mubarra ha us ki wajah yeh ha k Anbiya nay deen ko us tarah pohncha diya jis tarah puhchaanay ka haq tha. Ab agar koi islam qabool nahi kar raha to woh us ki zaati anaa ha
Laikin aaj k dor main jabar tb he kiya ja skta h jb koi itmaam e hujjat kar day Q k yeh baat possible nahi to jabar b nhi kiya ja skta
واللہ اعلم
-
-
Hasan Javed
Member September 4, 2021 at 4:26 amNi mara swal yh nahi ha. Jab ahtama hujat ho gaya to yah fasila huna chahea tha k ain sab ko katal kar dia jaay kun k ain main koi naaki baki ni rahi. Yah option kun the kaay islam laay aoo to katal ni kia jao gaay. Ais situation main pher yah kaha jata ha k jaan banchy k lea log musilman ho gaay na k dil saay.
-
Fatima
Member September 4, 2021 at 6:56 amaap ka sawal kafi achcha hai isliye javab dene ki koshish kar rahe hai hamne jo parha hai ke islam laane ke ya salah qayam karne ke dusre mainy bhi ho sakty hai jaise islam ke aman or amaan,salah ke khudai nizaam,hamary yaha jo translation hai usme ye baat hai ke islam qubool kare,ye baat to khud quraan ke khilaaf hai kyunki quraan me hai ke deen me koi jabar nahi,aap ka dursa sawal itmaam hujjat ka hai to mere zahan me jo baat hai vo ye ke har nabi ya rasool kisi espacific qoom ke liye aaty thy or akhiri paighambar kisi ek qoom ke liye nahi balki har insan ke liye aaye tabhi shayad unhe option diya gaya ke jizya de ya khuda ke qanoon ko maany,han kuch logo ko nabi ne qatal karny ka hukm bhi diya tha lakin hazrat usman ne unhe maaf karvaliya tha vo ek alag topic hai.
-
-
Talha Mujahid
Member September 4, 2021 at 4:28 amUnderstood
-
Saiyed juned Alimiya
Member September 4, 2021 at 6:45 amI think nabi ki mojudagi me to sab log itaat kar hi lete he. Nabi ke jane ke baad ki sichivation alag baat he. Aur hukam bhi zahir par lagta , baaton par nahi, aapka isara sayad khilafat aur mulukiyat ki taraf he, ke sbhi pure aur best log aese baki rehte ke infighting hoti hi na, lekin bhai ye baat to baad me bhi honihi insaniyat ko ikhatilaf se kab tak dur rakha ja sakta he
-
Hasan Javed
Member September 4, 2021 at 7:10 amMara question baad kakaab ni ha wo as examole kaha h. Mara question ha k jab option he islam lanay ki thee to ais baat ka jawab kasay dia jaay k aun logo ko force ni kia gaya. Yah to yah decision hota k ain sab main koi naaki ki umeed ni ain ko katal kar dia jaay. Byshak Allah ka hukam bahtareen ha. Aus ko samajny ki koshish ahtamay hujat kaay qanoon kaay tahat kar raha hun
-
Saiyed juned Alimiya
Member September 4, 2021 at 7:17 amYYes ab samja mere bhai ki is qanun ke mutabik pichali kome jese ki loot, hood, samudaay etc jab un par azaab aaya to ek bhi person baaki nahi raha sab ke sab halaak ho gaye to is tarah makka walo ke saath kyo na huwa? Ye CONSESION makka walo par kyo??
-
Hasan Javed
Member September 4, 2021 at 7:20 amPartially yah be aur dosara yah kaay jab islam kaay alwa katal ka hukam aya to pher kisi ko kasay baty jaay k yah by force islam qabool karna ni tha
-
Saiyed juned Alimiya
Member September 4, 2021 at 7:44 amAAccording to gamdi sir jo me samja hu. Ke Allah barahe raastra nabi ke zariye duniya me adaalat lagata he, it mean log ye jaan lete he ke jo keh rahe he wo true he, jab hatdharmi ki wajah se jutla te he to wo kom Allah ke azaab ke haqdar ban jate he, surah toba yahi verdict he, ye verdict me concession he ki aehle makka pichli komo ki tarah jahnnum ke haqdaar ho chuke he, ya to islam kubul kar le ya death, is jabar me bhi Allah ki rehmat he, Allah qatal ka hukam de bhi deta use kon rokta??
-
Hasan Javed
Member September 4, 2021 at 8:04 amI think this video will help. What i am talking about.
https://www.facebook.com/maulana.muhammad.ishaq/videos/337165704077796/
-
Faisal Haroon
Moderator September 4, 2021 at 9:09 amVideos in the following threads will help resolve your confusion:
Discussion 37972 • Reply 37979
Discussion 37972 • Reply 40225
The entire thread “Itmam E Hujjah (The Law, Its Application, Common Misconceptions & FAQs)” is very useful in understanding the law and several questions that arise in this regard.
Sponsor Ask Ghamidi