Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Variant Readings

Tagged: 

  • Variant Readings

    Posted by Nazar Muhammad on September 12, 2021 at 10:36 am

    Assalam o Alaikum mere chand sawalat he

    is topic ke hawale se ke Ustad ne farmaya ke Allah ne jitna Quran jari krna tha utna jari kia jitna hissa khtm krna tha utna khtm kia zahir he Allah jitna chahe khtm kr skta he mgr is bt ki kia daleel he ke Allah ne sirf tarteeb e nahi di blke zarorat ke mutabiq kuch khtm bhi kia he ya ye sirf ustad ka qiyas he or dosra ye ke ustad ne btaya tha ke Quran ke ilawa ye sharf kisi kitab ko hasil ni jise qoli tawatur se transfer kia ja raha hu magar ustad ne ye vazeh kia ke marakush me Quran ka dosra nusqa 390 hijri me twatur pa gaya to deka jae to vo b qoli tawatur bun gya na jis ki jad bhale e sahaba se na hu magar kia ye bt challange ni hu gai ke Qoli tawatur kisi or kitab ko hasil hu gai yaha muje faham me galti lagi hu ke wo qoli tawatur hasil ni hoi ya koi or acception he jise me nahi smjh saka ya wo bat sahi ni smjhi gai ke sirf Quran ko qoli tawatur hasil he ?????

    Ahsan replied 2 years, 8 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies

You must be logged in to reply.
Login | Register