-
Husband's Right Of Ruju In Cases With No Iddat
Talaq k bad iddat ki asal waja ye hai k orat k peet ki halat maloom ho jaye or shohar k pass b haq hai k wo ek khas timeframe me ruju kar sakta hai to ye dono timeframes mujhe confuse kar rahe hain. for example agar nikkah k bad mulaqat se pehle hi shohar talaq de de to iddat ka haq orat pe qaim nahi hoga magar jo shohar k pass haq hai ruju karne ka us ka kiya banne ga?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1676 days, 7,656 registered users have posted 60,216 messages under 16,922 unique topics on Ask Ghamidi.