Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Nimaz Mein Hath Bar Bar Darhi Mein Phairna Ya Kharish

Tagged: ,

  • Nimaz Mein Hath Bar Bar Darhi Mein Phairna Ya Kharish

    Posted by Rana Jabran on March 25, 2022 at 10:10 pm

    Asslam o alikum!

    Mera sawal Nimaz mein Darhi mein hath lgana bar bar ya kharish kch b aise hand use krny k bary mein Islam k kya hukam h. Q k unfortunately mri adat h ye or kafi br sth wly Uncle gussa b ho jty hn to plz bary mein guide kr dn kya galt or kya sahi. Shukria!

    Rana Jabran replied 2 years, 9 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Nimaz Mein Hath Bar Bar Darhi Mein Phairna Ya Kharish

    Rana Jabran updated 2 years, 9 months ago 2 Members · 2 Replies
  • Umer

    Moderator March 27, 2022 at 2:51 am

    Yai namaz kai Adab hain kai banday ki poori tawajjo namaz pai rahay aur woh koe aisa kaam na karay jis sai uski namaz main khalal paida hoo ya namaz main dhiyan bat jaye. Bas kosish kartay rahain kai mumkin had tak is sai bachain, laikin is sai apki namaz ko kuch nhi hota. Mazeed tafseel kai liya neechay diya gaya link mulahiza farmayne. Saath waly uncle ki baat ehtraam sai sun liya karain aur unkai haq main dua jaari rakhain.

    Discussion 58307

  • Rana Jabran

    Member March 27, 2022 at 4:20 am

    Shukria bhai jan In shaa Allah I’ll try

You must be logged in to reply.
Login | Register