Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia When A Person Does Not Have Financial Resources To Pay Fidya For Leftover Fasts

  • When A Person Does Not Have Financial Resources To Pay Fidya For Leftover Fasts

    Posted by ashif ahmed on March 28, 2022 at 9:17 am

    agar koi Ramadan me roza rakhne se kamjor ho jaye ya koi bimari ho jaise ki gas ,indigestion , constipation etc

    toh kya roza chor sakta hei aur roza chorne ke badle me agar woh fidiya bhi na de sake kyuki uska income source bhi kuch na ho ma bap ke uper dependent ho kya fidiya ke liye woh ma bap ko kahe ya maf ho sakta hei ya kuch aur tariqa hei rehnummai karein

    Umer replied 2 years ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • When A Person Does Not Have Financial Resources To Pay Fidya For Leftover Fasts

    Umer updated 2 years ago 2 Members · 2 Replies
  • Umer

    Moderator March 29, 2022 at 12:53 am

    Beemari ki surat main ya kissi bh ‘ghair mamooli mushaqat‘ ki surat main roza chora jaa sakta hai aur jab beemari khatam hojaye toh us rozay ki qaza ki jayegi. Agar beemari mustaqil noiyat ki hai, toh phir fidya diya jaa sakta hai. Aur agar beemari bh mustaqil noiyat ki hai aur insan fidya dainay kai qabil bh nhi hai, us surat main bas Allah sai dua kartay rehna chaiya kai Allah is qabil kardai aur maafi maangtay rehna chaiyai, kyunkai jab tak is qabil nhi hotay tab tak issay insan ki maazori samjha jayega.

    For comments of Ghamidi Sahab, please refer to the video below from 38:46 to 40:51

    https://youtu.be/RAVQPSwrJDU?t=2326

  • Umer

    Moderator March 29, 2022 at 12:53 am

    Mazeed Tafseel kai lia Neechay diya gaye thread main saaray links ur videos mulaihiza farmayne:

    Discussion 66249

The discussion "When A Person Does Not Have Financial Resources To Pay Fidya For Leftover Fasts" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now