-
Talak And Zina
Sahih al-Bukhari 5590Narrated Abu ‘Amir or Abu Malik Al-Ash’ari:
that he heard the Prophet (ﷺ) saying, “From among my followers there will be some people who will consider illegal sexual intercourse, the wearing of silk, the drinking of alcoholic drinks and the use of musical instruments, as lawfulis hadith ko sunkar mujhe pehla khayal yeh aya hei ki zina ko halal kar denge par aqal yeh kehta Hein direct koi akar yeh nehi kahega ki zina halal ho gaya hei mujhe sabse bada is bat ka khawal aya hei ki talaq ke mamle me bhi ghamidi sab ke nukta a nazar ke sath agree karta hu per is hadith ko sunkar is bat ka khauf ho raha hei ki kya yeh bhi ek shochne ki bat nehi hei kya agar talaq gusse ya 1bar me 3 talaq ho jaye toh yeh hadith is nuqta e nazar per bhi fit hota hei ..? mujhe yeh malum hei talaq ke maslo ka thoda sa per yeh bas doubt ho raha tha isiliye bas puch liya rehnummai karein
Sponsor Ask Ghamidi