Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Construction Of Burj-e-Khalifa In The Context Of Hadith-e-Jibreel

Tagged: , ,

  • Construction Of Burj-e-Khalifa In The Context Of Hadith-e-Jibreel

    Posted by Saiyed juned Alimiya on May 1, 2022 at 1:37 am

    Qayamat ki nisaniyo ke taluk se jo madhur hadis jibrail wali he, jisme uchi building banane ka zikar he, mera question ye he ki, itni mashur hadis he ke har aam o khas ko iska knowledge he, to ye burz khalifa etc bani he, to ye bananeko kese samje, kya ye , country ka rutin development samje, mean ye banakar qayamat ko near kar diya, ya ye hadis ki rosani me na banate to qayamat thodi year zayda exten kar dete mean is Cenariyo bko kese samje??

    Saiyed juned Alimiya replied 1 year, 10 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Construction Of Burj-e-Khalifa In The Context Of Hadith-e-Jibreel

  • Umer

    Moderator May 2, 2022 at 6:58 am

    Sirf burj-e-Khaleefa hi nhi, peechli saddi main Arab pooray main yai tabdeeli aaye hai aur bari bari amartain khari hona shuru hogae thii, yai aik paishangoe thii jo qurb-e-qiyamat sai pehlay poora honi thii, is ko hum chaa kar bh nhi rok saktay thaay kyunkai yai sab aik routine tareeqay sai hua laikin jab hua toh woh bhot hi ghair mamooli thaa aur ain us hadith ka misdak sabit hua.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 27, 2022 at 12:20 am

    JJazakomullah

You must be logged in to reply.
Login | Register