Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Under What Conditions Does Hajj Become Compulsory?

Tagged: ,

  • Under What Conditions Does Hajj Become Compulsory?

    Posted by Saiyed juned Alimiya on June 4, 2022 at 1:56 am

    Traditional way me ye sunte aaye he ki hajj par jane ke liye , sirf aane jaane ka kiraya & ghar walo ke liye do waqt ki roti ke rupees dede, itne ruppes ho to aaap par haj farz ho jaati he, is ki kya limit honi chahiye, isko kese samje

    Saiyed juned Alimiya replied 1 year, 10 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Under What Conditions Does Hajj Become Compulsory?

  • Umer

    Moderator June 4, 2022 at 4:14 am

    Is main koe Nisab Shariat nai muqarrar nhi kiya balkay isko insan kai upar chor diya hai kai woh dayanat dari aur khalus-e-niyat sai is baat ka faisla khud karay kai kya uskai maali halat aisay hain aur kya uski sehat usay ijazat daitee hai, agar han toh phir woh farz hoga aur usay karna chaiyai. Laikin yai faisla insan ko khud karna hai yai zehan main rakh kar kai agar woh badniyati sai koe faisla karay ga toh usay Allah kai samnay jawabdai hona paray ga.

    https://youtu.be/RDmgsH0Rs1U

  • Saiyed juned Alimiya

    Member June 4, 2022 at 11:16 am

    JJazakomullah

You must be logged in to reply.
Login | Register