Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Definition Of Munafiq (Hypocrite) And Their Signs Mentioned In Ahadith

  • Definition Of Munafiq (Hypocrite) And Their Signs Mentioned In Ahadith

    Posted by ashif ahmed on June 13, 2022 at 8:39 am

    munafiq par fazar aur isha ki namaz mushkil hoti hei aur allah ka zikr bohot Kam karte hei

    please munafiq ki bare me koi tafseel se bayan ya samjaye munafiq kon hotei hei aur kya aj bhi koi munafiq ho sakta hei …

    Umer replied 1 year, 11 months ago 2 Members · 4 Replies
  • 4 Replies
  • Definition Of Munafiq (Hypocrite) And Their Signs Mentioned In Ahadith

    Umer updated 1 year, 11 months ago 2 Members · 4 Replies
  • Umer

    Moderator June 13, 2022 at 9:57 am

    For Definition of Munafiq (Hypocrite) as used in Quran, please refer to the video below from 22:10 to 27:06

    https://youtu.be/EcJyR7Yw1Ac?t=1330

  • Umer

    Moderator June 13, 2022 at 10:04 am

    To understand the context of narrations regarding Munafiq (Hypocrites), please refer to the video below from 40:56 to 50:12

  • ashif ahmed

    Member June 13, 2022 at 10:12 am

    @UmerQureshi aur jo log aksar bayan karte hei ki ribayat mein ki munafiq par fazr aur isha ki namaz mushkil hoti hei baz moko par mein bhi ghar par hee padh leta hu fazr ki namaz aur baki namaz e bhi .. kya yeh galat hein kyki mere ghar ke samne hee masjid hei .kya yeh ribayat bhi unhi logo ke liye hei …?

    • Umer

      Moderator June 14, 2022 at 1:28 am

      Ji aslan in sab riwayaat ka talluq us waqt kai munafiqeen sai hi thaa, chunkai woh dil sai eman qabool nhi kiya huay thaay toh Hazroor (SWS) nai Musalmanon ko kuch nishaniyan batayne un manfiqon ki kai chunaki in kai dil main eman nhi hai toh namaz aur baqi naik amal bh yai dil sai nhi kartay, isi wajah sai yai sab in par bhari hota hai aur isi wajah sai aksar o baishtar woh in par mustaqil meezaji sai amal bh nhi kar saktay. Chunkai Isha sonay sai pehlay parhi jaati hai aur fajr neend ko tor kar subah uth kai parhi jaati hai, toh woh in munafiqon par aur bh bhari hoo jaati thii.

      Iska itlaq Aaj kai musalmanon par nhi karna chaiyai. Laikin Musalmanon ko mutanabbay zaror rehna chaiyai kai sachay eman kai hotay huay jaantay boojhtay is qisam ki kotahiyan na hon.

      Namaz masjid main parhna farz nhi hai, behar toh hai kai masjid main hi bajamat parhi jaye laikin agar nhi bh parhi masjid main toh namaz hoo jayegi.

      Please also refer to the following audio of Ghamidi Sahab as well:

      درس حدیث، کتاب الایمان: حدیث 106 منافق کی پہچان

      https://ghamidi.tv/audio/529/-106-

You must be logged in to reply.
Login | Register