Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Topic Of Jumah

  • Topic Of Jumah

    Posted by Talha Mujahid on August 7, 2022 at 8:53 am

    Jumah or Eidain ka khutba riyasat say khaas ha. k riyasat ka muqarrar krda namainda he woh khutba day ga, us khutbay ki noiyat kia ho gi, kia un main aqaid o ibaadat ki baatain ho gi, ikhlaqiyat per focus kiya jaye ga ya siyasi noiyat ka khutba ho ga?

    Dr. Irfan Shahzad replied 1 year, 9 months ago 2 Members · 7 Replies
  • 7 Replies
  • Topic Of Jumah

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar August 7, 2022 at 11:50 pm

    اس کی کوئی تحدید نہیں کی گئی۔ ایمان و اخلاق کا کوئی بھی موضوع ہو سکتا ہے۔

  • Talha Mujahid

    Member August 7, 2022 at 11:56 pm

    Aaj k dor main jb mukhtalif firqay wajood main aa chukay hain to is kaam ko kaisay kiya jaa skta ha? Q k aqaid main bhi ikhtilaaf ha

  • Talha Mujahid

    Member August 7, 2022 at 11:58 pm

    Kia yeh baat bhi kaafi ha k Govt her masjid ko aik letter k zariyay written khutba bhaij day or khateeb ko is baat ka paband kiya jaye k woh sirf isi baat ko biyaan kray ga. Ya Khateeb ko bhi riyasat ki taraf say appoint krna zaroori ha?

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar August 7, 2022 at 11:58 pm

    اسی لیے تو حکومتی نظم کی ضرورت ہے تاکہ علما اپنے اپنے فرقوں کی دکان مسجد میں نہ کھولیں۔ اور وہی خطبہ دیں جو حکومت کی طرف سے آئے۔

  • Talha Mujahid

    Member August 8, 2022 at 12:09 am

    Kia riyasat ki taraf say Ahmdiyon ki bhi masaajid main khutbay ka intizaam kiya jaye ga q k woh khud ko Muslim kah rahay hain laikin aqeeda kufriya ha. To kia un ki masaajid main un k aqeeday say hm ahang khutba bhaija jaye ga? Or zimni sawaal yeh ha k agr koi frd ya tanzeem riyasat k is hukam say inhraaf kray to us say kaisay nipta jaye ga?

  • Talha Mujahid

    Member August 9, 2022 at 12:12 am
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar August 9, 2022 at 12:20 am

    حکومت کا کام قرآن مجید کے مطابق امر بالمعروف اور نہی عن المنکر کے دائرے میں سمجھانا ہے۔ اس کا عقائد یا مسلک سے کوئی تعلق نہیں۔ معروف جانی پہچانی بھلائیوں اور منکر جانی پہچانی برائیوں کو کہتے ہیں۔ کوئی شخص یا فرقہ حکومتی خطبہ دینے سے انکار کرے تو قانون کے مطابق اس کے خلاف کارروائی کی جائے گی۔

You must be logged in to reply.
Login | Register