Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Zakat On Investment Made For Child's Future Expenses

Tagged: ,

  • Zakat On Investment Made For Child's Future Expenses

    Posted by Saiyed juned Alimiya on September 16, 2022 at 12:26 pm

    Is plan ke tahat aane wale waqt me jo expenses child ki need ko lekar hone wala he,approx 10 lack jesa bhi kisi busines me Dale,agar wo grow ho jata he bohot jayada 10 year me to sakte ka koi issue hoga ya nahi

    Umer replied 1 year, 7 months ago 2 Members · 9 Replies
  • 9 Replies
  • Zakat On Investment Made For Child's Future Expenses

    Umer updated 1 year, 7 months ago 2 Members · 9 Replies
  • Saiyed juned Alimiya

    Member September 16, 2022 at 12:27 pm

    Zakat ka koi issue hoga ke nahi

  • Umer

    Moderator September 17, 2022 at 1:32 am

    Sawal wazeh nhi hua

  • Saiyed juned Alimiya

    Member September 17, 2022 at 1:49 am

    Mean ye ki ladke ke naam se uske future ke expenses like education etc ko samne rakh kar agar kuch rs kisi busines me invest Kiya after 10 year usme ijafa huwa to us amout pe zakat Deni hogi,ladke ko zakat nikal ni padegi,

    • Umer

      Moderator September 17, 2022 at 1:56 am

      Jab tak woh paisay waldain kai tasarruf main hain toh tab tak unhain zakat dainee hogi aur jab woh paisay aulad kai tasarruf main ajayne gai toh tab aulad ko zakat dainee hogi.

      Ab yai zakat dainay walay ko daikhna hai kai konsa maal zaati istemal ka ha jo zakat sai mustasna hoga.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member September 17, 2022 at 2:07 am

    Last discussion me ye baat thi ki hum agar chahe to child ke future ke liye kuch amout agar alag kare to us par zakat nahi deni padegi

    • Umer

      Moderator September 17, 2022 at 10:32 pm

      Ji yai bat asool main theek hai laikin iska faisla insan ko diyanatdari sai khud karna hai.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member September 17, 2022 at 11:20 pm

    Ye issue wali discussion muje page par mil nahi Rahi plz aap fwd kare,kyoki kai fried ki taraf se ye question huwa he

  • Saiyed juned Alimiya

    Member September 18, 2022 at 8:03 am

    ???

You must be logged in to reply.
Login | Register