Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Combining Prayers

  • Combining Prayers

    Posted by Habiba Zafar on November 23, 2022 at 7:36 am

    Assalam O Alaikum Warehmatullahi Wabarakatuhu….Mene is video main suna keh yeh keh rae hain k Hazrat Muhammad SAW 2 namazein akhati parh liya karte the…beghair barish ke beghaur khoof keh beghair safar ke namazain jama kiya karte the zuhar asar ki maghrib eesha ki..kabhi kabhi .. tou mera sawaal yeh hai keh mene basically university jana shuru kiya hai jo keh doosre shehar main hai….aur raasta almost 2 hrs ka hota hai…raste main asar ka time bhi ho jata hai aur asar ka waqt khatam bhi…So can I pray asar woth zuhar salah in university..advance main?

    And if yes tou kya main yeh continuously 4yrs tak kar sakti hoon jab tak university aana jana lag raha hai aur beech main asar kaza ho jati hai? https://youtu.be/FO8KvkZur48 at 4:25

    Ahsan replied 2 years, 1 month ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply

You must be logged in to reply.
Login | Register