Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Reciting Prayers Silently And Out Loud And The Correct Way To Offer Salah

  • Reciting Prayers Silently And Out Loud And The Correct Way To Offer Salah

    Posted by Rimsha on December 14, 2022 at 7:28 am

    AOA

    namaz se mutaliq mare kuch sawalat hain

    Maine parha hai fajr maghrib aur isha ko onchi awaz se aur zuhr aur asr ko khamoshi se parha chahye? ka larkion k lye frz ha lazmi ha wo b fajr maghrib isha ko unchi awaz ma parhain aur zuhr asr ko kamoshi se kya ye farz ha namaz aisy he parhni chahye kiun k ye muje abhi pta chala ha pehle main bs whispering se parhti thi sb namazain.

    aur namaz ka sahi tariqa b bta dijye. kitni br Allah hu akbr kehna aur kahan kya kya parhna ha bki tariqa bhi bta dijye

    kya namaz ma jahan jahan Allah hu akbr parhna hand raisa krne hain har br kya ye farz ha lazmi ha is ki kya haqiqat hai

    Shukria

    Umer replied 2 years ago 2 Members · 3 Replies
  • 3 Replies

You must be logged in to reply.
Login | Register