Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Quran 9:72 – Raza Of Allah And Its Relationship With Jannah

Tagged: ,

  • Quran 9:72 – Raza Of Allah And Its Relationship With Jannah

    Posted by ashif ahmed on January 25, 2023 at 5:33 pm

    https://youtu.be/dl3IvSYm8cEis video me 19 minutes ke bad ghamidi sab ne kaha hei ki hamare khwahish e pura hone ke bad phir allah bhi apne taraf se kuch khas denge humein jiska hum andaza bhi nhi laga sakte woh verse quran me hei hadith me . please share kare

    aur jannat ki neimat o par acchi tarah se jo jo quran me hei aur ghamidi sab ka lecture ho toh jaroor share kare

    Umer replied 1 year, 2 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Quran 9:72 – Raza Of Allah And Its Relationship With Jannah

    Umer updated 1 year, 2 months ago 2 Members · 2 Replies
  • ashif ahmed

    Member January 25, 2023 at 6:02 pm

    jaha tak ridwanum minallahi Akbar ki bat surah tauba ayat 71-72 me ayi ho waha khuda ke razi hone ke baat ayi hei na ke koi alag se surprise ki bat jo ki hum soch nehi sakte jaise ghamadi sab ne kahi baki kahi dusre jagah ayi hei toh woh baat please batiye kaha par woh bat hei Jo ghamidi sab us video ki 19 minutes gujarne ke bad ho kahi ke hamare khwahish Puri hone ke bad phir allah dega jo ki hum soch bhi nehi sakte

  • Umer

    Moderator January 31, 2023 at 2:43 pm

    Is dunya main bh jab kisi badshah ki raza hasil hoti thii kisiko toh woh badshah us par bhot sai inaamat karta thaa, jo na mangay gaye hotay thaay aur na sochay gaye hotay thay.

    Jin khusnaseebon ko Allah ki raza hasil hoojaye gi, jannat toh unhain yaqeenan mil hi jayegi laikin aur pata nhi khuda apni raza main kya kya inamat mazeed karay jin ka tasawwur karna hamaray liya na mumkin hai. Ghamidi Sahab ki baat ko isi pairaye main samajhna chaiyai, us ayat main yaqeenan raza ki baat hi hai, laikin khuda ki raza sai jo mazeed nataej nikal saktay hain, unki taraf ishara kiya hai Ghamidi Sahab nai. Iss ka ishara Quran 32:17 sai bh milta hai.

    Baqi Jannat sai mutalliq tafseel kai liya neehay wala link daikhain:

    Discussion 34720

You must be logged in to reply.
Login | Register