-
Dream Interpretation
Mera Naam Ahsan Ahmad hai main 40 saal ka hun, meri ek old school fellow ne ek mahina pehle ek kawab dekha hai jis main us ne meri ammi marhooma aur meri nani amma marhooma ko dekha hai jo ke ghar mai quran parh rahi hain. Main is khawab ka matlab jaanna chahta hun
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2318 days, 10,446 registered users have posted 71,836 messages under 21,500 unique topics on Ask Ghamidi.