Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Are Traits Of Child Due To Genes Or Will Of Allah?

  • Are Traits Of Child Due To Genes Or Will Of Allah?

    Posted by Mohammad Hasan on April 1, 2023 at 12:52 am

    Bhai jaise miya biwi k jinsi talluq k baad phir allah tala uske age phir uska kuch banate h mtlb agr k jo process hota h wo allah tala krte h phir jake bacha wajood me aya h shayad 120 din k bad confirm nhi h

    To bhai jaise koi fair koi black hota h to bhai ye maa baap k genes uske hisab se hota h ki allah jise chahta h fair jise chahta black paida krta h

    Aur kuch to paidaish se andhe ya koi aur dikkat hoti h to bhai ye unke genes k wajeh se hota h ki allah tala jise jaise chahta waisa banata

    Aur kbhi twins ya aur jyada bache hote h to bhai iska kya h thoda explain kr dijye

    Mohammad Hasan replied 1 year ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Are Traits Of Child Due To Genes Or Will Of Allah?

    Mohammad Hasan updated 1 year ago 2 Members · 2 Replies
  • Umer

    Moderator April 1, 2023 at 10:13 pm

    Allah kai ilm main sab kuch hai laikin dunya ko Allah nai kuch qawaneen par banaya hai aur dunya kai mamlat unhi qawaneen par chal rahay hain. Yai sab qawaneen Allah kai control main hain, laikin aam tor pai un main mudakhlat nhi hoti, laikin Allah jab chahay mudakhlat kar sakta hai. Aisay hi bachon ki paidaish unkai genes kai mutabiq aam tor pai hoti hai laikin kabhi kabhi mudakhlat bh hoti hogi, iska hum wasuq sai nhi keh saktay kai kab mudakhlat hoti hai exactly kyunkai yai jannay ka hamaray pass koe zariya nhi hai.

    • Mohammad Hasan

      Member April 8, 2023 at 3:43 am

      Bhai jinsi talluq k baad phir maa ke pet me jo bacha wajood me ata h 120 din k bad to bhai jo uske liye allah ne qanoon banadiya usi ke mutabiq hota h k Phir allah uske age k process krta h mtlb jo qanoon banadiya whi se hota rehta h ki khud allah age k process krta ya kbhi mudakhilat krta aur agr phir phir uske genes koi dikkat h to hota aur kbhi azmayish k liye allah mudha khulay kr sakta laikin hme nhi pta kb krta kb nhi

You must be logged in to reply.
Login | Register