Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Fasting In Case Of Missed Suhur

Tagged: 

  • Fasting In Case Of Missed Suhur

    Posted by Habiba Zafar on April 6, 2023 at 11:38 am

    Assalam O Alaikum….agar koi insaan yeh sooch kar soye keh main sehri ke waqt uthoonga ya uthoongi aur sehri kar keh agle din ka rooza karoongi laikin kisi bhi waja se uski aankh nah khulle aur jab woh uthe toy sehri ka waqt guzar gaya ho tou kya tab us peh us din ka rooza rakhna farz hai?

    Ahsan replied 1 year ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Fasting In Case Of Missed Suhur

    Ahsan updated 1 year ago 2 Members · 1 Reply
  • Ahsan

    Moderator April 6, 2023 at 12:19 pm

    Sehri achi cheez hai mager farz nahi rozay ky liye. Ager himmat hontou rkha jaskta hai

The discussion "Fasting In Case Of Missed Suhur" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now