Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Date Fixed For Calculation Of Zakat On Assets

Tagged: 

  • Date Fixed For Calculation Of Zakat On Assets

    Posted by Mohammad Hasan on April 7, 2023 at 1:51 am

    Zakat kbde saal 355 ho jaye uske kitne din baad mtlb 356 we din me

    Ya jaise agr phle dede aur saal jb pura ho rha tb gaya aur maal tbhi de phir se

    Aur jaise agksar Ramzan me dete h to agr phir agale saal koi aur mahina ya date muqarrar kr sakte h

    Umer replied 1 year ago 2 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Date Fixed For Calculation Of Zakat On Assets

    Umer updated 1 year ago 2 Members · 3 Replies
  • Umer

    Moderator April 7, 2023 at 8:02 pm

    Saal ki aik tarikh muqarrar kar lain aur phir har saal usi tarikh par maal ki zakat calcuate hogi. Us tarikh ko change nhi kiya jaa sakta phir.

    • Mohammad Hasan

      Member April 8, 2023 at 12:13 am

      Jo tareek tai ki h use phle nhi de sakte ya usi din bs dena h ki calculate krke phir dete rhe

    • Umer

      Moderator April 8, 2023 at 1:39 am

      Calculate kar lain us din kai mutabiq, Payment late hojaye toh koe baat nhi.

You must be logged in to reply.
Login | Register