-
Bukhari 6228 – Incident Of Fadl Bin Abbas In The Context Of Parda
https://sunnah.com/bukhari:6228
Mazkurah hadees me mohaddiseen ki sharah hai k huzur aliahisam ne apne chacha zaat bhai ko bhi dekhne se mana Kiya aur khud bhi aap khatoon se baat karte waqt unhe dekha nahi karte the!
Farahi ulama aur digar kuch aimma bhi is dekhne ki illat ko shahwat se mutalliq bata te hain.
Jan’na ye hai k kin mohaddiseen ne iski illat ko bayan kiya aur farahi ulama k nazdeek b ye dekhna shehwat se mutalliq nazar q hai?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1629 days, 7,491 registered users have posted 59,110 messages under 16,508 unique topics on Ask Ghamidi.