Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Jannah Ultimately Depends On Mercy & Blessing Of Allah

Tagged: ,

  • Jannah Ultimately Depends On Mercy & Blessing Of Allah

    Posted by Saiyed juned Alimiya on May 18, 2023 at 12:21 am

    Revayto me bhi & quran me bhi aata he ki jannat allah ke Fazal se milegi ammal se nahi,al batta achche Amal walo ke saath allah ka fazal hoga? Is allah ke Fazal ko aamal ke saath kese samje?

    Umer replied 1 month, 3 weeks ago 3 Members · 7 Replies
  • 7 Replies
  • Jannah Ultimately Depends On Mercy & Blessing Of Allah

    Umer updated 1 month, 3 weeks ago 3 Members · 7 Replies
  • Umer

    Moderator May 18, 2023 at 3:31 am

    Please see:

    Discussion 73427

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 18, 2023 at 5:41 am

    Mean prophet tak bhi jannat ko earn karneki kaam nahi kar sakta,mean jo ye aamal ke mamle me he ki ache and bure aamal mese jo ache Amal jyada hoge to jannat and bure aamal Jayda huwe to jahannam milegi,yaha aamal ka dakhal milta he isko kese samje

    • Umer

      Moderator May 19, 2023 at 1:29 am

      Jannat asal main Allah ka fazal hai aur is fazal ko panay ka maiyar Allah nai bata diya hai – yani iman aur amal-e-Salih. Yai toh apni jagah aik musalma haqiqat hai. Laikin is sai barh kar bh fazal yai hai, kai Allah hamari laghzishain (saghira gunnah) maaf farma daita hai agar hum kabira gunahon sai ijtinab karain. Yai bh Fazal hi hai kai agar hum sai kabira gunnah sarzad hojaye aur uski foran maafi mangi jaye Allah sai toh Allah nai maaf karnay ka wada kiya hua hai.

      Nabi (sws) ko yaqeenan jannat ki basharat hai, laikin aik toh woh musalmanon ko samjhanay kai liya aur dusra aik muttaqi musalman ki haisiyat sai kisi takabbur ki jagah pai kharay honay kai bajaye aajzi kai maqam pai kharay hain, kai akhir main yai sab Allah kai fazal ka hi wasila hai.

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar May 19, 2023 at 2:18 am

    میرا یہ مضمون شاید آپ کے لیے مفید ہو

    http://alsharia.org/2021/jan/rehmat-adl-dr-irfan-shehzad

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 19, 2023 at 5:04 am

    Ji jazakomullah

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 19, 2023 at 6:30 am

    Agin 100 times jazakomullah

  • Umer

    Moderator August 7, 2024 at 10:36 pm

You must be logged in to reply.
Login | Register