Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Validity Of Nikah & Talaq As A Joke In School

  • Validity Of Nikah & Talaq As A Joke In School

    Posted by MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER on May 22, 2023 at 2:52 am

    Mazkurah mas’ala mere qareebi dost ka hai.

    Wali ki razamadi k bina agar ladki mazaq me kisi ladke se ijabo qubool karti hai to kya nikah munaiqqid hojaega?

    MaslanLadka aur ladki dono ek jaga baithe ho school me aur kisi teesre fard( ladki ka 16 sala bhai) ne ye kaha k Maine tumara nikah zaid ibn zameer se karaya kya aap ko qabool hai aur Maine aap ka nikah Fathima bint e zaid se karaya .kya ap ko qabool hai .Dono fareeq ne qubool hai kaha aur chahote bande ne b isko suna to kya ye nikah munaiqqid hogaya? Neez iske baad ladke se kahelwaya k Maine Fathima binte zaid ko talaq dedi.to kya ab talaq waqai hogai? 3haiz k baad kya ladki ab tauba karke apne walidein ki marzi se kahin aur nikah karsakti hai?

    Umer replied 11 months, 1 week ago 3 Members · 4 Replies
  • 4 Replies
  • Validity Of Nikah & Talaq As A Joke In School

    Umer updated 11 months, 1 week ago 3 Members · 4 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar May 22, 2023 at 7:14 am

    نکاح و طلاق سنجیدہ معاملات ہیں بچوں کا کھیل نہیں۔ اس لیے اس طرح کی حرکتوں سے نکاح منعقد ہوتا ہے نہ طلاق ہوتی ہے۔ البتہ عدالت کا یہ اختیار ہے کہ کسی موقع پر ایسے کسی وقوعہ کے منعقد ہونے کا فیصلہ دے دے۔ ایک حدیث میں جو آپ نے فرمایا کہ نکاح و طلاق کے معاملے میں مزاح کو بھی حقیقی تسلیم کیا جائے گا اس کا تعلق اسی قبیل سے ہے۔

    ولی کی شمولیت نکاح کی سنجیدگی قائم کرنے کے لیے ہے۔ ولی کی موجودگی نکاح کی شرط نہیں۔

  • MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER

    Member May 22, 2023 at 8:33 am

    Hazrat kya abhi ye nikah munaiqqid hogaya kya? Aur kya iske baad talaq b hogayi? Q k b dusri jaga ladki ka nikah hone wala hai Chand mahino me .to kya ab wo mutallaqa hogi ya kawari?

  • MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER

    Member May 24, 2023 at 12:03 pm

    https://sunnah.com/tirmidhi:1184

    Mazkurah hadees se sabit hota hai k

    Nikah aur talaq agar mizah me hi kyu na kiye gaye hoon ! Wo Haqeeqat me waqai hojate hai

    • Umer

      Moderator May 24, 2023 at 5:31 pm

      For comments of Ghamidi Sahab, please refer to the video below from 4:18 onward

You must be logged in to reply.
Login | Register