Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islam and Family Differences In Iddah Of A Widow And A Divorcee

  • Differences In Iddah Of A Widow And A Divorcee

    Posted by Saiyed juned Alimiya on May 24, 2023 at 9:17 am

    Iddat ki illat wajeh hamal he, phir talaq me 3 hez & husband ki death par 4 month & 10 days kyo? Ye difference kyo?

    Umer replied 11 months ago 2 Members · 9 Replies
  • 9 Replies
  • Differences In Iddah Of A Widow And A Divorcee

    Umer updated 11 months ago 2 Members · 9 Replies
  • Umer

    Moderator May 24, 2023 at 5:22 pm

    عام مطلقہ کی نسبت سے یہ اضافہ اِس لیے ہوا ہے کہ اُس کو تو ایسے طہر میں طلاق دینے کی ہدایت کی گئی ہے جس میں شوہر سے اُس کی ملاقات نہ ہوئی ہو ، لیکن بیوہ کے لیے اِس طرح کا کوئی ضابطہ بنانا چونکہ ممکن نہیں ہے ، اِس لیے احتیاط کا تقاضا یہی تھا کہ دن بڑھا دیے جاتے ۔ قرآن نے یہی کیا ہے اور مطلقہ کی نسبت سے اُس کی عدت ایک ماہ دس دن زیادہ مقرر کر دی ہے ۔

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 24, 2023 at 11:21 pm

    According to gamdi sir ke illat baki to hukam baki,illat khatam to hukam khatam,aaj jo sonography ki wajah se hum dekh le ki hamal he to iddat kayam rahe gi, agar hamal nahi he to iddat khatam, jab taharat ki halat me talaq di jayegi to hamal ka chance he hi nahi to iddat na hogi,ye baat to 1400 year pehele bhi wajeh thi to tab iddat kyo thi,mean taharat me talaq di he,hamal ka koi chance nahi phir bhi iddat kyo thi?

    • Umer

      Moderator May 25, 2023 at 8:07 am

      chukay yai aulad kai nasb ka mamla hai toh ehtiyat ka taqaza yahi hai kai sirf tohar par rely na kiya jaye balkay mazeed bh koe ehtiyat barti jaye takay mamla wasuq ki had tak reham sai khud wazeh hoo (us suat main jab zann-o-shoo ka taluq qaim raha hoo miyan biwi main).

      Agar aaj ki technology sai woh wala wasuq hasil hoo sakta hai jo reham ki shakal sai hasil hota hai, toh iddat kai mahinon ki illat uth jayegi.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 25, 2023 at 8:24 am

    Mean sahaba me talaq hoti thi & unme jo log zann o so ke taluk kiye bager taharat me talaq dete hoge woh log kya un lady ko 3 hez ki iddat karwate the,kyo ki yaha koi child ka chance nahi he,is baat ko kese samje?

    • Umer

      Moderator May 25, 2023 at 8:34 am

      Yai sab ehtiyati tadabir hain jaisay us tohar main talaq di jaye jis main zann-o-shoo ka talluq qaim na hua hoo, laikin is sai bh woh wala wasuq nhi nahi hota thaa jo reham sai teen mahinay kai period main hasil hota thaa. Yai baat sahi nhi hai kai tohar main aajanay ka matlab hai hai kai ab pregnancy hoo hi nhi sakti, aisay cases mojud hain jin main period kai baad tohar main pregnancy hue hai aur medically bh yai baat mumkin hain, chances kam hotay hain laikin na mumkin nhi. Isi wajah sai 3 maheenay ki iddat hai (ya 4 mahinay 10 din baiwa kai liya) jis sai maamla aurat kai reham sai bilkul wasuq ki had tak wazeh hoo jata hai.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 25, 2023 at 9:21 am

    Aaj kal jo talaq hoti he usme ladki kuch ikhatilaf hone ke baad apne mayke me aa jati he Chand mahino ke baad husband talaq deta he ese cases me kya ladki iddat guzare gi ya usko exzaption he,kyo ki yaha koi chance nahi hota hamal ka?

    • Umer

      Moderator May 25, 2023 at 9:26 am

      Please refer to the video below from 1:03:09 to 1:04:49

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 25, 2023 at 9:29 am

    Ji jazakomulah

  • Umer

    Moderator May 25, 2023 at 9:38 am

    Please also refer to the video below from 23:57 to 34:42

You must be logged in to reply.
Login | Register