Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Is Celebrating URS And Eating Charity Food Shirk (khatam Ka Khana)?

  • Is Celebrating URS And Eating Charity Food Shirk (khatam Ka Khana)?

    Posted by Mohammad Hasan on July 31, 2023 at 12:16 am

    Bhai jaise mere yha Urs hota h ghr me chadar uthti h ,aur qawwali hoti h , aur jo log ate h relatives ya jo qawwali k log unko khana khilate h mtlb dawat krte h laikin hum usme shareek nhi hote aur hum mna krte h ki hum kuch nhi krenge aur hum shareek nhi hote

    To bhai jo dawat wala khane me agr fatiha na ho to kya kha sakte h aur kya jo dawat k liye jo samaan h wo humare ghr wale humse mangate h to kya hum las sakte h

    Umer replied 9 months ago 2 Members · 7 Replies
  • 7 Replies
  • Is Celebrating URS And Eating Charity Food Shirk (khatam Ka Khana)?

    Umer updated 9 months ago 2 Members · 7 Replies
  • Umer

    Moderator July 31, 2023 at 2:42 pm

    Agar khana Allah kai naam pai diya jaata hai toh us ko khaya jaa sakta hai aur us kai liya saman bh laya jaa sakta hai.

    Agar qawalli main koe shirkiya baat nhi hai toh woh bh sunni jaa sakti hai.

    Chadar charhana aur urs ki aisi taqreebaat jin main shirk ki jhalak aati hoo, un sai bach kai rehna chaiyai.

    Please also watch:

    https://youtu.be/q7gY9MKREyQ?si=2_OyThwgy0lePrR4

    • Mohammad Hasan

      Member July 31, 2023 at 3:17 pm

      Nhi khana to isliye bnta h ki jo log aye h ya jo relative h unko khilaya dawat to kya kha sakte h

    • Umer

      Moderator July 31, 2023 at 3:18 pm

      Ji bilkul khaa saktay hain.

    • Mohammad Hasan

      Member July 31, 2023 at 3:20 pm

      Aur bhai kya hr khana me jarori h khna k ye allah k name k h mtlb agr koi dawat ho aur kuch

    • Umer

      Moderator July 31, 2023 at 3:22 pm

      jis bh khanay ko Allah kai elawa kisi aur ki nazar kai tor pai paish kiya jaye, woh khana haram hai.

    • Mohammad Hasan

      Member July 31, 2023 at 3:24 pm

      Mtlb jo sirf nazar k khane h wo allah k alawa kisi aur ke name se pesh nhi kiya jayega

    • Umer

      Moderator July 31, 2023 at 3:28 pm

      Ji bilkul.

      Aur Agar koe janwar zibah kiya hai toh us par bh Allah ka naam laina zaruri hai.

You must be logged in to reply.
Login | Register