Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islam and State Reasons Why Muslims And Jurists Failed To Establish Democracy

Tagged: ,

  • Reasons Why Muslims And Jurists Failed To Establish Democracy

    Posted by Saiyed juned Alimiya on August 20, 2023 at 5:37 am

    1400 year ki history me 30 year to democracy chali lekin uske baad ye develop na ho pai iske buniyaadi cause kya ho sakte he, kya commonan ka mind set nahi tha, ye 4 fiqh wujud me aayi usme to bohot had tak quanun sazi Hui he, phir ye fuqha democratic constitution bana nahi paye iski kya wajah ho sakti he,last 1200 saal me koi faqih ke yaha kya democracy constitution ki buniyaad Nazar aati he?

    Saiyed juned Alimiya replied 8 months, 1 week ago 2 Members · 11 Replies
  • 11 Replies
  • Reasons Why Muslims And Jurists Failed To Establish Democracy

  • Saiyed juned Alimiya

    Member August 20, 2023 at 5:42 am

    Mean kya during this time democracy ke bare me think karna bhi big crime hoga is liye fuqha ne is par work nahi kiya

  • Umer

    Moderator August 21, 2023 at 1:57 am

    Fuqaha amumi tor pai malukiyat ko bh jaiz tarz-e-hakumat samjhtay hain, laikin kuch shareet kai saath jaisay hakumat karnay walay shaks main kuch numaiyan khasais paye jayen toh etc.. Yahi waja hai kai fuqaha ki zayada tar qanun sazi insan ki infiradi haisiyat sai mutaliq maamlat mai hi hue hai aur siyasi mamlat main zayada sakhti nhi milti. Aur isi wajah sai Musalmanon kai shaur ka irtiqai amal bh kafi sust rawi ka shikar raha.

    Neechay is mozu sai mutaliq kuch zaruri aur asuli discussions hain jinka kafi faida hoga agar sun li jayen toh.

    Please refer to the video below from 1:29 to 17:21

  • Umer

    Moderator August 21, 2023 at 1:57 am

  • Umer

    Moderator August 21, 2023 at 1:57 am

    Please also refer to the video below from 18:06 to 21:26

  • Umer

    Moderator August 21, 2023 at 1:58 am

    Please also refer to the video below from 14:21 to 22:32

  • Umer

    Moderator August 21, 2023 at 1:58 am

    Please also refer to the video below from 12:29 to 16:50

  • Umer

    Moderator August 21, 2023 at 1:58 am

  • Saiyed juned Alimiya

    Member August 21, 2023 at 2:16 am

    Ji jazakomullah

  • Saiyed juned Alimiya

    Member August 24, 2023 at 6:24 am

    31 October 2021 Wale bayan me jo Hasan sahab ne aage bhi ye discussion ko zari rakhane ko kaha iske baad Wale episode ki link barae karam send kare

    • Umer

      Moderator August 25, 2023 at 6:56 am

  • Saiyed juned Alimiya

    Member August 25, 2023 at 9:04 am

    Ji jazakomullah bro

You must be logged in to reply.
Login | Register