-
Confusion In Inheritance Law Regarding Share Of A Daughter
Agar kisi marhoom k wariseen mein sirf ek beta hai to use tarke ka pura hissa diya jayega
Lekin
Agar kisi marhoom k wariseen mein sirf ek beti hai to use tarke ka aadha hissa diya jayega
Zahiran ye na-insafi lagta hai. Iska kya clarification kya explanation hai?
Aur kya koi aesi bhi situation hai jismein ladki ko pura tarka mil sakta hai?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1231 days, 6,277 registered users have posted 50,025 messages under 12,926 unique topics on Ask Ghamidi.