-
Reading Of Nafi In The Islamic West And Qirat-e-Hafs
Ghamidi sahab kahte hai ki is ummat me jo bhi naya kaam hua uski tarikh maujood hai ye baat kahna kaha tak sahi hai jabki north africa me ek dusri qirat state level se raij ki jati hai aur uski khabar hame sirf ek hi shakhs ki kitab se milti hai kya is imqan ko nahi mana ja sakta hai ki qaji iyad bin musa agar iska jikr na karte to ya fir unki kitab jaya ho jati to hame to ye baat pata hi nahi chalti
Aur esa bhi to ho sakta hai ki ghamidi sahab jis qirat ko arje akhira ki qirat kah rahe hai vo qirat kisi daur me state ne nafis ki ho aur uski khabar hame muntakil na hui ho
Sponsor Ask Ghamidi