Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Time Period Under Which Masah On Socks Can Be Done

Tagged: 

  • Time Period Under Which Masah On Socks Can Be Done

    Posted by Saiyed juned Alimiya on January 22, 2024 at 9:41 am

    Mukim sakhs ne monday ki Zohar ke waqt wuzu karke korabe pehan Li ab zorabo par masa kab tak kar sakta he? 1 day se Murad kaha tak? Mean Tuesday ka konsa time?

    Saiyed juned Alimiya replied 3 months ago 2 Members · 6 Replies
  • 6 Replies
  • Time Period Under Which Masah On Socks Can Be Done

    Saiyed juned Alimiya updated 3 months ago 2 Members · 6 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar January 22, 2024 at 11:44 pm

    aik din awr aik raat. is main ap 5 namazein parh saktay hain.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member January 23, 2024 at 6:31 am

    Mean Zohar se lekar magrib Tak 1 day & magrib se lekar subah ki namaz tak 1 night aesa samje?

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar January 23, 2024 at 10:36 pm

    aik din raat ka mtalib 24 ghantay ka din hai. Maslan, zuhar say lay kar aglay din zuhar tak.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member January 24, 2024 at 2:59 am

    Ji jazakomullah, ye dino ki ginti iddat ya aqiqe me bhi isi tarah hota he, maslan kisika husband ki death asar ke waqt par Hui to magrib Tak 1 day hoga ya dusare din asar ke waqt 1 day pura hoga

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar January 24, 2024 at 10:24 pm

    Iddat main din ka matlab date hai, na ka time. ye nahi dekha jaey ga kay wafat 2 bajay hui ay 3 bajay. wo din shumaar hoga jis din wafaat hui.

    Aqeeqa ka koi din muqarrar nahi.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member January 25, 2024 at 12:55 am

    Ji jazakomullah

You must be logged in to reply.
Login | Register