Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Status Of Salah Behind An Ahmadi Imam

Tagged: , , ,

  • Status Of Salah Behind An Ahmadi Imam

    Posted by Faiz Rasool on March 3, 2024 at 8:26 am

    Ghamdi sb ka moaqaf hai ke jo log kufr aur shirk ka irtikab karte hain unke kufr aur shirk ko bayan karna chahiye na ke un par koi hukam lagana chahiye. To aise me sawal utha hai ke jin logon par hum hukum nhi lagate unke peeche namaz parhte hain is ki misal ye hai ke humare han ik bohat bra tabqa shirk ki tableegh bhi karta hai aur hum unke peeche namaz ko bhi sai samjhte hain. Isi ziman me ghamdi sb qadiyonio pat bhi unka kufar wazih karte hain to kia unke peeche namaz parhna bhi sai hai? Is par ghamdi sb ka kia moaqaf hai?

    Dr. Irfan Shahzad replied 1 month, 3 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Status Of Salah Behind An Ahmadi Imam

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar March 4, 2024 at 4:24 am

    نماز آپ کی اپنی ہوتی ہے۔ امام کا تقرر نماز میں ترتیب قائم کرنے کے لیے کیا جاتا ہے۔ اس لیے نماز کسی بھی امام کے پیچھے ہو سکتی ہے۔ اس کے عقیدے سے آپ کی نمازپر یا اس کی قبولیت پر کوئی فرق نہیں پڑتا۔

You must be logged in to reply.
Login | Register