-
Family Planning
Salam walaykum,
Janab family planning ke bare me Maine janab ghamidi ki albayan me dekha jis se mujhe ye samjh aayi wo birth control ko jayez balke wajib bta rahe phir maine janab amin ahsan sahib ki taffsir me dekha to wo iske khelaf likh rahe.
Ek mere jaisa kam ilm insaan ab kaise faisla kare
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2283 days, 10,265 registered users have posted 71,658 messages under 21,403 unique topics on Ask Ghamidi.