-
Qanune E Tamane Hujjat
Ye do tarah se he first one me qome nuh , loot he jaha fariste azab dete he,aur qomo ko zamin me iqtedar mil jata he, second tarike me hamare awwal he jinko zamin iqtedar Kai apnoki sahidi ke baad milta he,mean agar dono method ek hi he to hamare mamle me unki tarah kyo nahi huwa mean war to hoti lekin ye sahidi ka mamla na hota sare sahaba tabai mot marte aur sabhi sahaba zamin me apne iqtedar ko bhi dekhte, men first wali method easy nahi he?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1806 days, 8,610 registered users have posted 63,446 messages under 18,268 unique topics on Ask Ghamidi.