Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Taqwa Aur Tassawuf

  • Taqwa Aur Tassawuf

    Posted by Faiz Rasool on March 29, 2024 at 4:42 am

    Taqwa ke mana hain allah se darte rehna aur har amal uski khusnoodi ke liye karna jese ke uski shan ke laiq hai,

    Tassawuf ki bhi tareef bhi isi se milti julti ke jati hai ke batin ki taharat aur puri dil jamai se allah ki ibadat karna.

    Yahan sawal ye paida hota hai ke taqwa me taqreeban wo tamam cheezein pai jati hain jo sufiya tassawuf se hasil karna chajte hain, akhir ik nai term iejad karne ki zrorat q paish ai aur tassawuf me aik lambi list hai akabir ki himein ye kese pta chlta hai ke falan bande ko dili tor par wo maqam paida ho gaya hai jis ka tassawif ki tareef taqaza karti hai

    Shayiq Shah replied 4 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Taqwa Aur Tassawuf

    Shayiq Shah updated 4 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • Shayiq Shah

    Member March 29, 2024 at 9:04 am

    Islam is complete before initiation of Tasawwuf….

    There is no need to follow aqaid of any sect….see what Quran and sunnah says and practice those things in your life….

    If something of them excites you,you should check is this practice a part of deen or not…We have not to allow ourselves to follow anything which makes us excited,when we are given kitab wa hikmah.

    some practices at low level may seem good but later on they can cause incomprehensible devastation of those things which Quran and sunnah teaches us.

You must be logged in to reply.
Login | Register