Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions SORAH Ahzaab Verse 72

  • SORAH Ahzaab Verse 72

    Posted by Anees Khalifa on August 8, 2025 at 7:59 pm

    القرآن – سورۃ نمبر 33 الأحزابآیت نمبر 72
    ترجمہ:ہم نے (بار) امانت کو آسمانوں اور زمین پر پیش کیا تو انہوں نے اس کے اٹھانے سے انکار کیا اور اس سے ڈر گئے۔ اور انسان نے اس کو اٹھا لیا۔ بےشک وہ ظالم اور جاہل تھا

    Ismai insan jinhony yeh amanat uthai woh Hazrat Adam AS Hain to Hazrat Adam AS nay yeh zimedari to li mgr unhony nay apni zimedari li to usko qayamat tak k insano ki raza kesy manli Gai q k khud Hazrat Adam ek alg Rooh Hain unka alag Amal hai aur woh nabi thy to woh jahanumm Mai bhi nh jayengy mgr unhony ispr han bhi kehdya aur AJ insan itny baray gunsh krhy Hain jbky Allah n farmaya k ghlt kia to saza milegi mgr Hazrat Adam Nabi ki hesiyat s nh jayengy jahanam Mai.

    Ghamidi sahb say is sawal pr mjhy bt krni hai mjhy please Bata den Mai live session join kesy krun q KY live session ka notification ata hai mgr mjhy join krne ka option nh mlta Mai koshish krunga sawal ko concise krlu insha Allah unky samny

    Jazakallah

    Ahsan replied 1 month, 2 weeks ago 2 Members · 7 Replies
  • 7 Replies
  • SORAH Ahzaab Verse 72

    Ahsan updated 1 month, 2 weeks ago 2 Members · 7 Replies
  • Ahsan

    Moderator August 8, 2025 at 9:47 pm

    Since session is time limited، perhaps you are not getting the chance for that reason. There is ask sr shehzad and hassan ilyas session too, you can choose those sessions too.

    For answer to your question, each of us has agreed to the test of life accroding to Quran for details see

    Discussion 71666 • Reply 71872

    • Anees Khalifa

      Member August 9, 2025 at 9:24 am

      Apky jawab ka shukriya. Agr Ghamidi sahb say bat nahi hoskti to kindly ap unse bat krlen. Apny ehd e alst ka reference dya hai woh mery zehn Mai tha mgr Yahan Hazrat Adam ki bat ki jarhi hai specifically Hazrat Adam nay yeh Baar uthai hai. Han agr iski tafseet yeh hai Kay Ehd e alst ko yeh ayat represent kr rhi hai aur insan say pucha mtlb ham sab say pucha aur memory erase wali hai bat hai to phr mjy Mera jawab milgaya q Kay Mera emaan ehd e alst per hai blkul Mai is bt ko manta hun q Kay Meri pedaish ka lamha b mjy yad nahi. Please mjhy yeh clear kar den Kay Ehd e alst hi k baray Mai hai yeh k nh q Kay Ayat Mai kahin ek insan ka to zkr nahi

  • Ahsan

    Moderator August 10, 2025 at 2:26 am

    I dont know how tou come to this conclusion that this verse is about Hazrat Adam, its referring to whole humanity. Even the vesr use the word insan.

    For Ghamidi sb understanding of verse please see https://javedahmedghamidi.info/#!/quran?chapter=33&paragraph=32&type=Both

  • Anees Khalifa

    Member August 10, 2025 at 6:50 am

    Mainy Tafseet ibn e kaseer Mai tarjuma Kay nchy jab Tafseer parhi to usmai Hazrat Adam AS ka zkr hai k unhony han Kahan mgr is ayat Mai ek insan ka zkr hai insaano ka zkr b nahi q Kay is Mai insaano ki jama nahi kia hui.

    Please advise.

  • Ahsan

    Moderator August 10, 2025 at 8:17 pm

    Ibne kathir tafseer main nohat riwayat beyan hoti hai. Yeah riwayat hazrat ibne abbas ki hai. Ager mazeed perhengay tou us mai insano kay irada onikhtoyar ki bhi 3- 4 riwayat mojud hai.

    Ghamidi sb irada o ikhtiyar konhi smjhtybhai nabuwat ka baar nahi.

  • Anees Khalifa

    Member August 11, 2025 at 5:48 pm

    Chalain ab to ek hafta pura baqi hai mjhy Ghamidi sahb say bat Karne ka mauqa dilwayen ksi tarah. Mai blkul usi line Mai lag jaunga Meri baari ayegi to bat krunga itna lamba koi sawal nahi hoga Mera mjhy bs unse kch aur b zahr hai puchna hoskta hai yeh sawal to alhamdulilah sort hogaya hai q Kay Mera emaan ehd e alst pr hai mgr shaitan n ek shak Dala tha woh alhamdulilah dur hai. Mjhy tarteeb Bata den k kstrah guftugu hoskti hai

    Shukriya

  • Ahsan

    Moderator August 11, 2025 at 10:19 pm

    Maask ghamidi ki management aj kal Hassan Ilyas sb kertlhay hotay. Ap apnay ap ko register krain umeed hai bari ajaegi

You must be logged in to reply.
Login | Register