Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Youth and Islam Masturbation

Tagged: , ,

  • Masturbation

    Posted by Usama Ahmed on August 3, 2020 at 11:24 am

    My question is this that could a person do Jamat as a imam if he is doing sins?

    Not as a Imam of Mosque but at a time when there are few persons ( take it about 7-10) and every other person is refusing or denying that leave Jamat and pray alone, but a One of them knowing the importance of jamat makes them agree to pray in Congregation. So could he go for it not knowing that he is sinful, knowing that he is not 100% good, knowing that he masturbates sometimes. But also he is fighting against Nafs but fall victims sometimes also of Shaytan.

    Could he lead the prayers knowing all this that he is not perfect all time but he wants to fight that sins also.

    Kindly elaborate this as detailed as possible.

    Ja’zak’allah.

    Umer replied 2 years ago 11 Members · 26 Replies
  • 26 Replies
  • Masturbation

    Umer updated 2 years ago 11 Members · 26 Replies
  • Faisal Haroon

    Moderator August 3, 2020 at 12:35 pm

    First of all please understand that there’s no requirement of being sinless in order to lead prayers. Secondly, also know that what’s really prohibited is lewdness and sexual relationships outside of marriage. Masturbation within itself is not a sin. However, one must remain mindful not to get involved in immoral activities that generally surround masturbation. Also as a general rule, if mistakes happen, we should always sincerely repent to Allah as soon as we realize them, and be confident that Allah loves to forgive.

  • Mohammad Hasan

    Member September 23, 2020 at 7:16 pm

    I can’t understand brother please explain with references

  • Faisal Haroon

    Moderator September 23, 2020 at 7:37 pm

    Please clarify your question as to what is not clear in the explanation above. It’s not a practice that has been forbidden by the Quran or prophet Muhammad SAW, hence there are no references for me to share with you.

  • Mohammad Hasan

    Member September 23, 2020 at 7:41 pm

    Apne isme koi aur bhi question ka jawab diya to mix hogya h hme sirf only masturbation k jawab dijye akele me reply krke ki bht se log khte h ye haram h ya makrooh h to ap aisa Mt koi khte h ki ye permissible h

  • Faisal Haroon

    Moderator September 23, 2020 at 8:35 pm

    In Quran 7:33, Allah SWT has stated five broad categories of everything that He has deemed haram. This is of course in addition to dietary restrictions that are mentioned elsewhere in the Quran. I am attaching screenshots of Ghamidi sahab’s translation of 7:33, along with his explanation of fawahish (lewdness).

    Quran has no mention of the practice of masturbation, and there’s no hadeeth in my knowledge that comments on this practice either.

    I can’t comment on fatwas by other scholars – for that, I’m afraid that you would have to ask them directly.

    I hope that this helps.

    • Usama Ahmed

      Member September 24, 2020 at 12:51 pm

      Aslamoalikum Faisal Bhai, apne kaha ke Masterbation within itself in not a sin? Is baat ko dobara ghor krien aur phir kahien.

      Ap ne kaha Ke Quran Aur Hadees mn iska zikr nahi ha, Bhai Quran Aur Hadees mn bht se masle aese hayn jo wazeh tor per nazr nai aate, aur secndly dekha jae to aik sensible aur obviouse si bat ha ke Masterbatio yani apne jism ke sath insan ka lazzat pori krna, khelna, maze lena, aik unethical se bt ha ke yh bht glt chez ha aur aik bara gunaah ha. Islam mn Bht se bareek tareen mamlon ke bare mn kaha gaya ha, to ap khd sochie ke jo Deen hmn saaf suthra rehna aur pak rehne ka hukm deta hay to kia wo Masterbation ko Koi acha kam smjhe ga? Ya phr yh ke Agr hmn quran aur sunnat haddes mn iska zikr clear ni mila to iska mtlb ab yh ha ke dil ki tasali kelie insan tanhai mn khd se khele, na pak ho aur hath se zina krle phr bdme Gusal krle ke ab mn PAAK hogaya hu. Pyare Bhai Allah ne insan ko afzal banaya ha to hmn apni Aqal bhi istemal krni ha, YH NI KE QURAN AUR HADEES MN KOI TOPIC CLEAR NI TO DIL KI TASALI KELIE BNDA GALAT KM KRLE AUR PHR MAFI MANG LE ALLAH SE. ethical se bt ha Allah Nabi pr yaqeen rkhne wle aur imaan ke mazboot log is qsm ke kaam krien ge? Sorry agr ap ko kch bura laga ho. Ja’zak’allah

    • Faisal Haroon

      Moderator September 24, 2020 at 3:02 pm

      Dost main apnay aap ko deen mein kisi cheez ke dakhil karne ka ehal nahi samjhta. Iss muamlay mein jo nuqta-e-nazar Ghamidi sahab ka hai, kuch aur ulema ka bhi hai, aur jis ko main khud bhi daleel ki bunyad pe durust samjhta hun, usko main ne aap ke samnay dayanatdari ke sath bayan kar diya. Agar aap isko durust nahi samajhte tow koi aisi baat nahi. Magar jis bunyad pe aap isko ghalat samjhte hein uski darasal koi haqeeqat nahi hai. Aap khud tehqeeq kar ke jaan sakte hein.

  • Mohammad Hasan

    Member September 29, 2020 at 6:30 pm

    Masturbation bhi hatho k zina hoya na kyuki lazzat hasil ki jarhi h apne se

  • Faisal Haroon

    Moderator September 29, 2020 at 6:58 pm

    Ye aap ki rai ho sakti hai, magar deen kisi ki rai ka naam nahi hai. Khuda ne lazzat hasil karne pe koi pabandi nahi lagaee. Pabandi zina pe hai, aur uss ki bhi wajah hai.

    Lazzat tow aap zuban se bhi hasil kartay hein. Agar lazzat hasil karnay pe pabandi hai tow roz dow sookhi roti kha ke guzara kyun nahi kartay? Lazzat tow kaaba ka tawaf karnay aur Quran ki tilawat sunnay mein bhi hai. Uss pe bhi pabandi laga di jaye?

    • Usama Ahmed

      Member September 30, 2020 at 4:54 am

      Aslamoalikum Faisal Bhai,

      Dekhie Khane pene aur Ibadat ki Lazzat aur Fahashi, gandagi,napaki aur nannga pan inme aik khas farq ha jise shyd ap pehchan nahi rahe. Ap kehte hayn ke lazzat hasil krne pr pabandi ni, bilkul thek lkn jab tk wo lazzat wo maza aur sukoon halal tareqe se halal kam kelie ho. Khana zindagi kelie aur ibadat roh ki taskeen kelie hay. Aur ager hm Jism ki taskeen chahte jise allah ne mana ni farmaya mgr uska aik khas tareqa( halal tareqa) batay hay “nikah”.

      Dosri taraf tanhai mn jakr khud apne apko apni soch ko ganda krke aur apne hatun aur jism ko napak krna kia aik musalman ki tarbiat hoskti hay? Nabi (SAW) ki hadees” safai nisf Imaan hay”.?

      Pehle bhi aik do bar kahin interaction huwa apse isi forum pr aur jo cheez notice ki wo yh ke ap logical aur convincing baat krne mn hamesha nakaam hue hayn. Sorry to say mgr yh apke lie kehna bara easy hota h Jb ap jawab na de paien ke Is mn hmien Hadees aur quran mn kch ni milta ya straight forward ap hadees ko glt khdete takee mamla khtm ho.

      Mn ghamidi sab ka direct student ni hun, ghamidi sab ki izzat krta hun wo after all Allah ke deen ko smjha rhe hyn aur Deen ke talib ilm hayn Likn kch batun mn ikhtelaf rehta ha. Unka Kisi chez ko bayan krne ka tareqa bht acha aur logical hay afsoos ke ap unke forum ke represntative hyn aur Kisi bhi masly per behes krne se katraty hayn.

      Insan apne ikhlak se agle insan ko 50% convince krskta hay, Allah apko hidayat pr rkhe aur blind following ki bjae personal analysis aur obvious conclusion ki tofeeq de. Mere skaht alfaz par apse dil se mafi mangta hun, magar ghor fikr kijie ga ( jo Ghamidi saab ka primary tool hay)

      Ja’zak’allah.

  • Mohammad Hasan

    Member September 29, 2020 at 7:12 pm

    Acha isme ulema ki kya raye h

  • Mohammad Hasan

    Member September 29, 2020 at 7:13 pm

    Ayr ha jb masturbation kii krta h to khayal bhi to ata h jiski wajah se wo masturbation krta h to ye sahih h

  • Faizan

    Member September 29, 2020 at 7:14 pm

    صحیح طور پر بیان کیا گیا فیصل بھائی

    ہم اپنی پسند یا ناپسند کی بنیاد پر مذہب میں ہدایات کو شامل یا ختم نہیں کر سکتے

    آپ کو قرآن یا مستند حدیث سے ثابت کرنے کی ضرورت ہے کہ مشت زنی حرام ہے

  • Mohammad Hasan

    Member September 29, 2020 at 7:35 pm

    Matlb

  • Faisal Haroon

    Moderator September 30, 2020 at 10:42 am

    @Usama25

    Ji faraq sirif zehniyat ka ka hai – ilmi aur aqali lihaz se inn mein koi faraq nahi hai.

    Apni baat ko kisi bhi ilmi ya aqali buniyad pe sabit kijiye ya phir khuda aur us ke rasool ki koi sanad pesh kijiye. Kisi baat ko obvious aur illogical keh ke radd kar dena bazat e khud aik ghair ilmi rawaiya hai.

    Khuda ka deen muhkam buniyadon pe qaim hai. Us mein baat daleel ke sath sabit hoti hai – aapki ya meri rai se nahi. Deen ko us ki buniyadon se samjhne ki koshish kijiye. Yeh wo zehniyat hai jis ki wajah se hamare mulk ke beshtar nojawan aaj zina jaisay baday guhnah ka shikar hotay hein. Iss ko tabdeel kijiye aur apne deen ko khwamukha mein mushkil bana kar logon ko baday gunahon pe majboor karne se bachiye.

    Ibn-e-Hazam is kaam ko bilkul jaiz qarar detay hein aur deegar sahaba ki isnad pesh karte hein. Hanafi maktab e fikar mein iss kaam ko zina se bachne ki soorat mein jaiz qarar diya jata hai. Kuch ulema jaiz se aagay zaroori qarar detay hein. Deegar makatab e fikar iss kaam ko shohar aur biwi aik doosray ke liye karein tow jaiz qarar detay hein. Mein aur bohot se nuqat is baray mein daleel ke taur pe pesh kar sakta hun, magar umeed hai ke nuqta wazeh ho gaya hoga.

    Meri hidayat ki dua ke liye bohot shukriya – Allah SWT aapki ki dua ko qubool farmaye.

    Aakhri baat ye ke iss forum pe jin pichli interactions ka aap ne hawala diya wo interactions mere sath nahi theen – aapko yahan bhi ghalati lagi hai.

  • Shah Meer

    Member November 6, 2020 at 3:41 am

    I agreed with Faisal Haroon

  • Deleted User 1509

    Member December 7, 2020 at 3:12 am

    Faisal Haroon just tell me that Is it permissible in Islam to think about sex,seduction,nudity,pornography and watching sex,seducing videos,nude pictures and Ponography?
    If not then It is very baseless and illogical to say that masturbation is permissible because the bases of this act are some triggering acts.

    • Faisal Haroon

      Moderator December 7, 2020 at 8:28 am

      If you read the entire thread, my response to your criticism is clearly stated above.

  • M shahan Abbas

    Member December 18, 2020 at 6:08 am

    Masturbation is a sin and it is haram . Now i am giving evidences for its prohibition . First of all Allah says in the holy quran surah al mominoon ch 23 verse 5-7 that “And those who guard their private parts excepts with their wives and slave girls than there is no blame upon them but anyone who seeks beyount that is transgression.” Many great scholars like imam al shafi implicate from this ayah that masturbation is also prohibited as its excluded from wives and slave girls. And yes the meaning of this ayah is than fulfilling sexual by any other way other than marriage is prohibited wheather its fornication homosexualtiy aur masturbation. This is the view of imam shafi and imam malik and imam abu hanifa and majority of scholars there are also some ahadith that condemn masturbation but they are daeef ahadith. Here below i have shared some pics from rasai wa masail of Molana maududi jild 2 page 155 ownwars where he has given evidences of its prohibition and the opinon of molana maududi is also given . Further there also some opinons like of ibn abbas and ata bin abi raba given in pics below ref is musannaf abdur razak and sunnan al kubra al bayhaki . Masturbation is thus prohibited in islam and some consider it makruh but majority considers it as prohibited and haram. Most important as reported in sahih bukhar holy prophet s.a.w told us how to control sexual desires and he told young people to get married or observe fast and the exact content of the hadith is given in the picture below.And even many othe members of Al mawrid also consider masturbation as loathsome and makruh act like mr rafi mufti and mr talib mohsin and dr khalid zaheer and tariq mahmood hashmi and the evidence ill give in next comment .hence try to avoid masturbation and porn .

  • M shahan Abbas

    Member December 18, 2020 at 6:25 am

    The following are the opinions of some of the memebers of al mawrid on masturbation as stated in above comment like of mr rafi mufti and mr talib mohsin who are the old students of ghamdi sb

    • Deleted User 1509

      Member December 18, 2020 at 7:46 am

      Masturbation is prohibited in Islam but M Shahan Abbas there is no human being who doesn’t masturbate It is impossible to avoid it completely constantly. I think a person should avoid it the more he can avoid but If after 1 week or 2 week he does this weird act so he should make repentance again and again and this formula of repentance should be applied in his whole life.

    • Haseeb Faisal

      Member December 18, 2020 at 3:20 pm

      Whether masturbation is a sin or not is a separate topic. But how does this “routine” do justice to the meaning behind repentance? How can you be sincere in asking for forgiveness and accepting guilt for your actions if you intend on repeating them? I believe it is better to consider the arguments for and against the prohibition of masturbation and if you still come to the conclusion that it is prohibited, then sincerely try to refrain from the act.

    • Deleted User 1509

      Member December 19, 2020 at 12:13 am

      I wrote that a person should avoid as more as he can then if he does so he should repent sincerely but this is reality that one can’t get rid of this in his whole life.

  • Umair Ahmed

    Member February 17, 2021 at 6:14 am

    Assalam u Alaikum

    This topic is so much disputed on that it really baffles me too why there is so division.I don’t know any topic that has divided this many opinions amongst scholars.I think it is a duty of every individual to listen to every scholars and see Quran and Hadith and make a conclusion themselves and stick on it.Allah will not punish a misjudgment on your behalf so don’t get confused.Just follow your faraiz and stay away from Major Sins

    Thanks

  • Mohammad sohail Khan

    Member April 7, 2022 at 7:20 pm

    استمنا بالید کے بارے غامدی صاحب نے لکھا ہے مقامات میں کہ یہ مباح ہے اور ابن حزم کے دلاٸل کو ٹھیک کہا ہے جو المحلیٰ میں بیان ہوٸے ے

    اب سوال یہ ہے کہ کیا رمضان میں روزے کی حالت میں مشت ذنی سے روزہ ٹوٹتا ہے یا نہیں

    غامدی صاح کے اولوں کے مطابق

    جمہور کا علم ہے کہ روزہ ٹوٹتا ہے سواٸے ابن حزم کے لیکن غامدیصاحب کی کیا راٸےہے اس معاملے میں

The discussion "Masturbation" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now