Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Azan Ka Huq

Tagged: 

  • Azan Ka Huq

    Posted by Fatima on November 10, 2020 at 8:00 am

    kya azaan ko ada karne ka haq yahi hai ke koi bhi use kahde kyun ki muazzin koi bhi ho sakta hai ya ise behtareen tareeqe se ada karna chaheya.

    Fatima replied 3 years, 6 months ago 2 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Azan Ka Huq

    Fatima updated 3 years, 6 months ago 2 Members · 3 Replies
  • Faisal Haroon

    Moderator November 10, 2020 at 10:57 am

    Hur kaam ko mumkin hud tak behtareen tareeqay se hi ada karna chahiye – isi ko ihsan kehtay hein aur ye deen mein matloob hai. Magar azan ka koi huq deen ne alag se nahi mukarar kiya. Halaat ke lihaz se jo mumkin wo kiya ja sakta hai. Azan farz bhi nahi hai – iss ke baghair bhi namaz ada ho jati hai.

    Ihsan ki tafseelat yahan mulahiza farmayein:

    Discussion 34258 • Reply 34320

  • Faisal Haroon

    Moderator November 10, 2020 at 10:59 am
  • Fatima

    Member November 10, 2020 at 12:18 pm

    ji bahut shukriya, hadees e jibrael bhi mere zahen me thi jo ghamidi sahab ke video se clear hogaye,lekin rasool allah ne hazrat bilaal hi ko azaan ke liye kyu kaha ,in kaleemat ko is tareeqi se kahna ke sunne me achcha lage is ki taleem hamare muashiry me kyu nahi hai,or nabi ne isko kyun ahmiyat di.

You must be logged in to reply.
Login | Register