-
Bad-dua Karna
Kisi k Zulm se tang aakar kya Bad-dua ki jasakti hay?
Riyaz us Sauliheen main Hadees 1510 Sahi Bukhari k reference se Hazrat Khabeeb bin Adi ka waqiya naqal hua hay us main unho ne mushrikeen ko Bad-dua di hy. please is waqiye ki haqeeqat aur bad-dua k bare main Islam aur Nabi kareem sallelahu alaihi wa sallim ne kya rehnumai farmai hay bataien.
Jazak Allah Khair.
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1646 days, 7,549 registered users have posted 59,471 messages under 16,645 unique topics on Ask Ghamidi.