-
History Of Namaz
Salam aleykum,
Us urdu kitaab ka naam faraham Karein jisme complete namaz ka tariqa hadees aur tareekhi waqiyaat k sath me ho saare farz azkaar aur jo azkaar farz nahi in sabki tafseel ho jaise(namaz me jo cheezein farz Nahi woh kisne aur kab shuru karee unki kya hesiyat hai, bilkul aesee hee kitaab jo Shia hazraat k yahan kabil kabool hai sath sath uska naam bhi faraham Karein, shukriya
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2311 days, 10,409 registered users have posted 71,819 messages under 21,488 unique topics on Ask Ghamidi.