-
Is Purpose Of Islam Iqamat E Deen?
Asalamu alykum
Mere jin dost ahbab ka taluk JI sey hain, un ko mainey is bat ka kayil paya ki hazoor SAW ke baisat ka maqsad hukamat kayim karna tha . Kya quran is ki koi daleel farham karta hai ya ki yeh aisa kayas hai jo quran o sunat ke ain khilaf hai? Baraikaram rehnumai farmayan
Wasalam
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2316 days, 10,441 registered users have posted 71,836 messages under 21,497 unique topics on Ask Ghamidi.