Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Imaniat And Belief In Qadr (Divine Decree)

  • Imaniat And Belief In Qadr (Divine Decree)

    Posted by Sonia on July 4, 2021 at 8:09 am

    In this video, Ghamidi sahab mentions 5 imaniat beliefs: belief in tauhid, in angels, in messengers, in books and in the Day of Judgment.

    https://youtu.be/zKYkWXFmbDM

    Did he skip belief in Qadr (divine decree) or is it not a part of imaniat?

    Umer replied 1 year, 10 months ago 5 Members · 7 Replies
  • 7 Replies
  • Imaniat And Belief In Qadr (Divine Decree)

    Umer updated 1 year, 10 months ago 5 Members · 7 Replies
  • Ahsan

    Moderator July 4, 2021 at 12:46 pm

    Divine decree is not a separate thing than believe in God. Kindly refer to following thread for details.
    Discussion 18935

  • Umer

    Moderator July 5, 2021 at 3:24 am

    Please refer to the video below from 7:25 to 11:43 and from 19:12 to 22:20

  • Umer

    Moderator July 5, 2021 at 3:24 am

    Please also refer to the video below from 33:50 to 36:37

  • Umer

    Moderator July 29, 2021 at 4:37 pm

    Pleae also refer to the video below from 24:26 to 26:14

    https://youtu.be/P30W3d7nB6w?t=1466

  • ashif ahmed

    Member June 3, 2022 at 4:13 pm

    quran me jagah aya hei ki allah kehta surah 42:30

    jo musibatein tum per atein hei woh tumhare haton ki karton hei aur woh bohot kuch maf kar deta hei

    aur ek jagah yeh aya hei surah 64:11

    aur jo kuch bhi musibatein atein hei woh allah ki ijn se ata hei

    toh ab kaise bata chalega ki konsi musibat hamare haton ki kartoot ki wajeh se hei aur konsi allah ki ijn se matlab thoda contradiction type feel ho Raha hei kya sare musibatein jo atein hei woh hamerein hathon kartot(kamai) ki wajeh se allah ki taraf se atein hei …? ya kuch musibat azmaish bhi hoti hei

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar June 3, 2022 at 11:32 pm

    Do batein hai.

    Chooka sara nizaam Allah banaya hua hai. is lie buray aamal pr jo sza aati hai wo Allah ki taraf sy Ati hia. Insaan pehly khud apny aamaal sy us saza ka mustahiq banta hai or phir wo Allah ki taraf sy A jati hai.

    Dosri baat ye hai ko kuch musibatein ya mushkilaat azmaish ke liey bhi Ati hein.

    Dono maamlaat main aik jesi surat ho sakti hai. ya maloom krny ka koi tareeqa nahi ko admi ko jo museebat ai wo saza hai ya azmaish. dono sooraton main hamara kam ye hai k khuda kay agay jhuk jaen or apny gunahon ki maafi manhein or us ki ibadat per qaim rahein. musebat agr saza bhi hui to is tarah hamari maafi ka sabab ban jei ge. or azmaish hui to khuda ky nazdeek darajat buland ke de ge.

The discussion "Imaniat And Belief In Qadr (Divine Decree)" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now