Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Leaving Fast Because Of Sickness

Tagged: ,

  • Leaving Fast Because Of Sickness

    Posted by Hassaan Adil on April 17, 2022 at 4:28 am

    mare tbyt kal bht kharab thee…ma na subha roza rakha tha….magr tbyt zada kharab ho gae…or vomit b aai….is lia ma na medicine la lee or roza tor lia….kal raat dr k paas sa b ho kr aya hun… ab aj tbyt nisbatan bhtr ha….lakin ma na ahtiyatan roza nahi rakha (dr na b na rakhna ka kaha tha)….kia is situation ma roza na rakhna theek ha!??

    Umer replied 2 years ago 3 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Leaving Fast Because Of Sickness

    Umer updated 2 years ago 3 Members · 2 Replies
  • Mudir ahmed Shaikh

    Member April 17, 2022 at 6:32 am

    Jab aap ko lage ki aap roze ka tahammul kar sakte hai to aap roze rakhe otherwise rozo ki kaza karle yani unhe is mahine ke guzar jane ke baad rakhle.

    Roza ek ibaadat hai aur ibaadat ke maamle mai gair mamuli mashakkat me rukhsat(asani) milti hai .

    Roze me rukhsat ye hai ke ise baad me ada karle.

    Ye aise hi hai jaise hum namaz chutne par uski kaza ada karte hai.

  • Umer

    Moderator April 17, 2022 at 8:16 am

    Please see for details:

    Discussion 62725

You must be logged in to reply.
Login | Register