Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Physical Relationship With Concubines

  • Physical Relationship With Concubines

    Posted by Abu Talha on June 12, 2022 at 11:06 am

    Allah tala surah Meraj or mominoon me farmate hain ki biwi or bandhi se jinsi talluk qaim karna jaiz hai mager wahi surah Nisa me Allah tala farmate hain ki ager azaad aurat se nikah na karpao to apni bandhi se nikah karlo or nhi to kisi or ki bandhi se nikah karlo uske Malik ki ejazat se or ye targheeb gunah ka dar ho tab Allah tala diye Hain warna sabr karne bole hai or nikah karne per Mahar Dene bhi bole Hain

    Mera sawal ye hai ager bandhi se jinsi talluk jaiz hai to Allah tala nikah ka hukm q de rahe hain or ager surah Nisa k mutabik mujhe nikah hi karna hoga to baki do suraton me ijazat kaisi?

    Give me answer in Urdu.

    Umer replied 1 year, 10 months ago 3 Members · 4 Replies
  • 4 Replies
  • Physical Relationship With Concubines

    Umer updated 1 year, 10 months ago 3 Members · 4 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar June 13, 2022 at 6:51 am

    اس کا جواب پہلے دیا گیا ہے۔

    اس آیت میں اپنی نہیں بلکہ دوسرے مالکوں کی لونڈیوں سے نکاح کرنا مراد ہے یہ بات انھیں ایات مذکور ہوئی ہے۔

    • Abu Talha

      Member June 13, 2022 at 7:07 am

      Surah Nisa ayat no 25 me Allah tala dusre k bandhi se pahle apne bandhi se nikah ki ijazat diye Hain aap check kar sakte hain mai isliye samajhna chahta hun ki ager apni bandhi se nikah hi karna hai to baki 2 surah (meraj & mominoon) me bazahir Aisa lagta hai ki ki bina nikah k talluk qaim karna jaiz hai mager surah Nisa ayat number 25 me Allah tala azaad aurat na milne per pahle apni bandhi se nikah ki ijazat diye Hain phir dusre k banbhi se ijazat diye Hain or ye ijazat gunah ka dar ho tab diye Hain warna sabr karne bole Hain

      Ab mera sawal ye hai man mai us waqt ka ek musalman hun jab gulami khatam nhi Hui thi or mere pass ek bandhi hai or mujhe azaad aurat nikah k liye nhi mil rahi mager mujhe gunah der nhi hai or Allah Tala apni bandhi se nikah ki ijazat gunah ka dar ho tab diye Hain To ab bataiye jab mai Bina nikah k hi apni bandhi se jinsi talluk qaim kar sakta hun to mujhe nikah karne ki kya zaroorat hai?

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar June 13, 2022 at 6:52 am

    یعنی یہ وہ لوگ تھے کہ ان کے پاس اپنی لونڈیاں بھی نہیں تھیں۔

  • Umer

    Moderator June 13, 2022 at 9:36 am

    For a detailed Answer by Dr. Irfan Shahzad Sahab, please see:

    Discussion 70546

You must be logged in to reply.
Login | Register