Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Quran 2:155-156 (How Is It Specific Application For Sahaba Only)

  • Quran 2:155-156 (How Is It Specific Application For Sahaba Only)

    Posted by ashif ahmed on April 14, 2022 at 10:47 am

    assalam alaikum

    yeh ek alag topic hei isiliye meine waha zyada nehi pucha is bare me meine baqarah ki in dono ayat ko dekha yeh toh kahi se bhi nehi malum ho raha hei ki yeh ayat sirf us waqt ke liye tha beshak mukhatib sahaba ko hee kiya hei lekin isme specifically sirf sahaba ko hee keh rahe hei aisa malum nehi hota padhkar …? kyki agar aisa hua toh logo ko kaise pata chalega ki konsa ayat hamaare bhi hei jaise ki haram halal la masla aqsar yeh hota bhi hei log kuch ayat o ko kehte yeh toh bas tab ke liye tha mushriq o ke liye tha

    Umer replied 2 years ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Quran 2:155-156 (How Is It Specific Application For Sahaba Only)

    Umer updated 2 years ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator April 15, 2022 at 6:00 am

    Zayada peecahy nhi, sirf ayat 151 sai bh aap parh lain toh samajh aajaye ga kai yai qanon sahaba sai mutalliq hai.

    Sahaba ki is azmaish sai mutalliq aur ayaat bh hain: 29:2-3 aur 3:29

    Tafseel kai liya dobara jawab daikh lain:

    Discussion 67644 • Reply 67807

    Pata kaisay chalta hai kai konsi ayat specific hai aur konsi general, iskai liya kalam ko daikhna parta hai aur siyaq ko daikhna parta hai. Mazeed tafseel kai liya yai wala jawab mulahiza farmayne:

    Discussion 56467 • Reply 56500

You must be logged in to reply.
Login | Register